Independent information website, not a government portal. Official portal: sso.rajasthan.gov.in

About ssologin.in

ssologin.in ek independent information website hai. Iska maksad Rajasthan SSO ID se jude aam sawalon ko aasaan bhasha me samjhana hai: registration, login, password reset aur SSO se milne wali sevayein.

Hum kya karte hain

  • Step-by-step guides likhte hain.
  • Har guide me official portal ka link dete hain.
  • Galti batayi jaaye to jaankari sudharte hain.

Hum kya nahi karte

  • Hum SSO ID nahi banate aur login, password ya OTP nahi maangte.
  • Hum Rajasthan sarkar ki website nahi hain aur usse juday nahi hain.

Official portal: sso.rajasthan.gov.in. Account ki samasya ke liye helpdesk@rajasthan.gov.in par likhein.

Website ke baare me sujhav ya sudhar: Contact Us.